Janam Janam Ka Sath Hai Lyrics – Bheegi Palkein

Janam janam ka sath hai tumhara hamara Tumhara hamara Janam janam ka sath hai tumhara hamara Tumhara hamara Agar na milte is jeevan mein Lete janam dobara Janam janam ka sath hai tumhara hamara Tumhara hamara Agar na milte is jeevan mein Lete janam dobara Janam janam ka sath hai tumhara hamara Tumhara hamara Jabse ghoome dharti sooraj chaand sitare Jabse ghoome dharti sooraj chaand sitare Tabse meri nigaahein samjhein tere ishare Roop badal kar saajan maine Phir se tumhein pukara Janam janam ka sath hai tumhara hamara Tumhara hamara Paaar ke pankh laga ke Door kahin udd jayein Paaar ke pankh laga ke Door kahin udd jayein Jahan hawayein gham ki Hum tak pahunch na payein Kushiyon ki kushboo se mehke Ghar sansaar hamara Janam janam ka sath hai tumhara hamara Tumhara hamara Agar na milte is jeevan mein Lete janam dobara Janam janam ka sath hai tumhara hamara Tumhara hamara Tumhara hamara Tumhara hamara. Janam Janam Ka Sath Hai Lyrics – Bheegi Palkein : Grab Janam Janam Ka Sath Hai lyrics of Bheegi Palkein (1982) sung by Mohammad Rafi and Lata Mangeshkar. Get thousands of songs lyrics from movies.

0
Like
Save

Comments

Write a comment

*