Jaaneman jaaneman Jaaneman jaaneman hmm hmm Jaaneman jaaneman Jaaneman kisi ka naam nahi Phir bhi yeh naam hothon pe na ho Aisi koyi subah nahi shaam nahi Jaaneman jaaneman Jaaneman jaaneman Maine sirf khayalon se Khwaabon ki sej sajayi hai Dil ki khaali deewaron par Ik tasveer banayi hai Maine sirf khayalon se Khwaabon ki sej sajayi hai Dil ki khaali deewaron par Ik tasveer banayi hai Tasveeron pe marta hoon Waqt guzara karta hoon Main mehboob ki galiyon ka Koyi aashiq badnaam nahi Jaaneman jaaneman Jaaneman jaaneman Kal ki baat khuda jaane Par aaj talak woh baat nahi Kal ki baat khuda jaane Par aaj talak woh baat nahi Dil par baadal chhaye hain Par aankhon mein barsaat nahi Kaisa main deewana hoon Aisa main mastana hoon Pyaas to hai in hothon par Lekin hathon mein jaam nahi Jaaneman jaaneman Jaaneman jaaneman Jaaneman kisi ka naam nahi Phir bhi yeh naam hothon pe na ho Aisi koyi subah nahi shaam nahi Jaaneman jaaneman Jaaneman jaaneman Aankhon aankhon mein dil ka Paigaam tujhe main deta hoon Aa jaaneman, jaaneman ka Naam tujhe main deta hoon Aankhon aankhon mein dil ka Paigaam tujhe main deta hoon Aa jaaneman, jaaneman ka Naam tujhe main deta hoon Tujhse mohabbat karta hoon Aur kahun kya darta hoon Main teri tareef karun Yeh mere bas ka kaam nahi Jaaneman jaaneman Jaaneman jaaneman Jaaneman jaaneman Jaaneman jaaneman Jaan ke apne jee se apni Jaan juda kar baitha hoon Hai majboori bebas hokar Dekh main kya kar baitha hoon Jaan ke apne jee se apni Jaan juda kar baitha hoon Hai majboori bebas hokar Dekh main kya kar baitha hoon Dil pe chot jo khayi hai Thokar aap lagayi hai Pyaar mohabbat hai ik saza Haan yeh koyi inaam nahi Jaaneman jaaneman Jaaneman jaaneman. Jaaneman Jaaneman Lyrics – Jaan-e-Man : Jaaneman Jaaneman lyrics from Jaan-e-Man is Hindi song sung by Kishore Kumar, music is given by Laxmikant Pyarelal. Jaaneman Jaaneman song lyrics are written by Anand Bakshi.
Comments