Ja Sajna Tujhko Bhula Diya Lyrics – Raja

Ja sajna tujhko bhula diya Ja sajna tujhko bhula diya Vaada kiya hasane ka mujhko rula diya Ja sajna tujhko bhula diya Ja sajna tujhko bhula diya Tod ke saari kasmon ko toone daga diya Ja sajna tujhko bhula diya Ja ja sajna tujhko bhula diya Patthar hai tera dil dil nahi Is pyaar ke tu kaabil nahi Teri ragon mein behti jafa Tu kya karega mujhse wafa Mujhko diye toone voh gham Bhoolungi na main tere sitam Kya hai teri hakeeqat Yeh toone bata diya Ja sajna tujhko bhula diya Ja sajna tujhko bhula diya Vaada kiya hasane ka mujhko rula diya Ja sajna tujhko bhula diya Ja ja re ja sajna tujhko bhula diya Kaisi haalat hai meri Aa tujhe main bataun Kya kahani hai meri Aa tujhe main sunaun Kaisi haalat hai meri Aa tujhe main bataun Kya kahani hai meri Aa tujhe main sunaun Sabki nazar mein yeh pyaar tha Main raaste ki deewar the Kisne yahan pe ki hai khata Kisko mili hai uski saza Sach kya hia yeh jab jaanegi tu Meri wafa ko maanegi tu Maine teri nafrat ko dil se laga liya Ja sajna tujhko bhula diya Ja ja re ja sajna tujhko bhula diya Vaada kiya hasane ka mujhko. Ja Sajna Tujhko Bhula Diya Lyrics – Raja : Ja Sajna Tujhko Bhula Diya Lyrics starring Madhuri Dixit, Sanjay Kapoor from Raja is Hindi song sung by Udit Narayan, Alka Yagnik. Lyrics of Ja Sajna Tujhko Bhula Diya are written by Sameer.

0
Like
Save

Comments

Write a comment

*