Akhiyaan Milaoon Kabhi Lyrics

Akhiyaan milaoon kabhi akhiyaan churaun Kya toone kiya jaadu Hey akhiyaan milaoon kabhi akhiyaan churaun Kya toone kiya jaadu Akhiyaan milaoon kabhi akhiyaan churaun Kya toone kiya jaadu Kabhi ghabraun kabhi gale lag jaaun Mera khud pe nahi kaabu Bina payal ke hi baje ghunghroo Bina payal ke hi baje ghunghroo Akhiyaan milaye kabhi akhiyaan churaye Kya maine kiya jaadu Akhiyaan milaye kabhi akhiyaan churaye Kya maine kiya jaadu Kabhi ghabraye kabhi gale lag jaaye Tera khud pe nahi kaabu Bina payal ke hi baje ghunghroo Bina payal ke hi baje ghunghroo Aise to deewane mujhe pyaar na kar Aati hai sharam deedar na kar Chain chura ke takrar na kar Tujhko kasam inkaar na kar Tere armaanon mein sanwar gayi main Toone mujhe dekha to nikhar gayi main Dekha jab tujko thehar gaya main Aise hi adaaon pe to mar gaya main Akhiyaan milaoon kabhi akhiyaan churaun Kya toone kiya jaadu Aye akhiyaan milaoon kabhi akhiyaan churaun Kya toone kiya jaadu Kabhi ghabraun kabhi gale lag jaaun Mera khud pe nahi kaabu Bina payal ke hi baje ghunghroo Bina payal ke hi baje ghunghroo Meri jaane jaana kya cheez hai tu Mujhko to jaan se azeez hai tu Itni na kar tareef meri Jaanu main to jaanu chahat kya teri Teri ulfat ka nasha chha gaya Kuchh bhi jaanejaan maza aa gaya Dheere dheere duniya se door huyi Ishq mein ter main to choor huyi Akhiyaan milaye kabhi akhiyaan churaye Kya maine kiya jaadu Hey akhiyaan milaye kabhi akhiyaan churaye Kya maine kiya jaadu Kabhi ghabraye kabhi gale lag jaaye Tera khud pe nahi kaabu Bina payal ke hi baje ghunghroo Bina payal ke hi baje ghunghroo Bina payal ke hi baje ghunghroo. Akhiyaan Milaoon Kabhi Lyrics starring Madhuri Dixit, Sanjay Kapoor from Raja is sung by Alka Yagnik, Udit Narayan. Lyrics of Akhiyaan Milaoon Kabhi are written by Sameer and its music is given by Nadeem-Shravan

0
Like
Save

Comments

Write a comment

*