Chahun Lyrics – Stebin Ben

Chahun Lyrics – Stebin Ben

Yeh zindgani hone se tere lagi Lagne mujhe thodi rangeen si Hona meri kismat mein jo tu agar Le aaun tujhe takdeer se chheen bhi Meri tu hi hai dua aur dava bhi Main le loon sau zakham is dava ke liye Chahun main tujhe chahun sada ke liye Chahun main tujhe chahun sada ke liye Har janam har ik dafa ke liye Har janam har ik dafa ke liye Chahun main tujhe chahun sada ke liye Chahun main tujhe chahun sada ke liye Mere sohne sohne maahi Mere sohne maahiya Chuneya main tainu Tu vi mainu chun le Mere sohne sohne maahi Mere sohne maahiya Chuneya main tainu Tu vi mainu chun le Kaisa yeh tera rang chadha Rang aur koyi dhal paun na main Hath mein tere hath na ho to Char kadam chal paun na main Kaisa yeh tera rang chadha Rang aur koyi dhal paun na main Hath mein tere hath na ho to Char kadam chal paun na main Mere liye na sahi ho jaana Mere liye na sahi ho jaana Ho jaana tu samay ki khuda ke liye Chahun main tujhe chahun sada ke liye Chahun main tujhe chahun sada ke liye Har janam har ik dafa ke liye Har janam har ik dafa ke liye Chahun main tujhe chahun sada ke liye Chahun main tujhe chahun sada ke liye Mere sohne sohne maahi Mere sohne maahiya Chuneya main tainu Tu vi mainu chun le Mere sohne sohne maahi Mere sohne maahiya Chuneya main tainu Tu vi mainu chun le. Chahun lyrics – Stebin Ben : Get lyrics and music video of this beautiful song here on LyricsBell.com

0
Like
Save

Comments

Write a comment

*