Kisi Din Banoongi Main Raja Ki Rani Lyrics – Raja

Kisi din banoongi main raja ki rani Zara phir se kehna Kisi din banoongi main raja ki rani Zara phir se kehna Badi dilruba hai yeh saari kahani Zara phir se kehna Abhi to mile ho abhi tum na jaana Ke dil ban gaya hai tumhara deewana Ho zara phir se kehna Kisi din banoongi main raja ki rani Zara phir se kehna Jhuki jhuki nazar teri kamaal kar gayi Uthi jo ek baar sau sawaal kar gayi Jhuki jhuki nazar teri kamaal kar gayi Uthi jo ek baar sau sawaal kar gayi Meri jawan dhadkanon mein teri pyaas thi Laga yeh tujhko dekh ke teri talaash thi Tasveer teri dilbar main dil mein utarunga Uljhe uljhe tere gesu ko sanwarunga Zara phir se kehna Kisi din banegi tu raja ki rani Zara phir se kehna Kisi din banoongi main raja ki rani Zara phir se kehna Tu phool hai chaman ka main kali bahaar ki Mere labon pe likh de dastaan pyaar ki Tu phool hai chaman ka main kali bahaar ki Mere labon pe likh de dastaan pyaar ki Tu ishq ki zubaan husn ka bayaan hai Tu jaan nashin jaane jaan tu meri jaan hai Tareef na kar itni main hosh ganwa baithun Aisa na ho chahat mein duniya ko bhula baithun Zara phir se kehna Hmm hmm lala lala lala Zara phir se kehna Hmm hmm lala lala lala Zara phir se kehna. Kisi Din Banoongi Main Raja Ki Rani Lyrics – Raja : Kisi Din Banoongi Main Raja Ki Rani Lyrics from Raja starring Sanjay Kapoor, Madhuri Dixit is sung by Alka Yagnik, Udit Narayan. Lyrics of Kisi Din Banoongi Main Raja Ki Rani are written by Sameer.

0
Like
Save

Comments

Write a comment

*